Verse 1
Hai Jo Paak Memna
Suli Uthaye Chala
Kodo Ki Maar Khake usne
Apni Jaan Di Hai
Bewajah Mere Gunah Ke Khatir
Mara Gaya Woh Meri Wajah Ke Khatir
Chorus
Kurbaan, Kurbaan, Kurbaan Hua Mera Khuda- 4
Bewajah Meri Gunah Ke Khatir
Mara Gaya Woh Meri Wajah Ke Khatir
Verse 2
Kato ka taaj , Sar pe liye tu
Suli tha chadha
Tujhe maara gaya
Tujhe Cheda gaya
Phir bhi tune kuch na kaha
Mere khatir tune masih
Kitna kuch Seh liya
Chorus
Kurbaan, Kurbaan, Kurbaan Hua Mera Khuda- 4
Bewajah Meri Gunah Ke Khatir
Mara Gaya Woh Meri Wajah Ke Khatir
Verse 3
Lahu Ka Woh Behna
Tera Sab Sehna Mere Liye, Mere Liye
Udhar Jeevan Maine Hai Paya
Tujhse Khuda, Tujhse Khuda
Maaf Karde Sabko Aye Pita
Keh Gaya Tu Sabse Mohabbat Karna
Ye Sikhaya Tune .....
Chorus
Kurbaan, Kurbaan, Kurbaan Hua Mera Khuda- 4
Bewajah Meri Gunah Ke Khatir
Mara Gaya Woh Meri Wajah Ke Khatir
Aaradhana Karte Teri
Sar Ko Humare Jhukate Hue
Ghutno Par Bhi Ham Aate Hue
Sare Milkar Ye Gaate Sabhi
Kurbaan....
