Jai Jai Prabhu yeshu ki

 

SONG LYRICS IN ENGLISH :

Jai Jai Prabhu yeshu ki – 2
Hum ko bachane Aaya jagat mai
Uski stuti karo,
Hallelujah aamen

1. Khun ki dhara behti suli se
jismai dhule sab paap,
Dholo aab tum aapne hriday ko
usmai rahe na daag – 2

2. Grahan karo tum aaj Yeshu ko
prem ki behti dhaar,
Usko bana lo khewan hara
naaw lagalo paar – 2

3. Wapas aata mera prabhu ji
le jayega saath,
Aasha meri aab to yahi hai
chalo tum mere saath – 2

4. Herdum honge saath yeshu ke
khushi aur shanty aaram,
Aayega wo lene tumhe bhi
rehne tum taiyaar – 2


SONG LYRICS IN HINDI :

जय-जय प्रभु यीशु की (2)
हमको बचाने आया जगत में
उसकी स्तुति करो

1.खून की धारा बहती सूली से
जिसमें धुले सब पाप
धो लो तुम भी अपने हृदय को
उसमें रहे न दाग (2)

2.ग्रहण करो तुम आज यीशु को
प्रेम की बहती धार
उसको बना लो खेवन हारा,
नाव लगा लो पार (2)

3.वापस आता मेरा प्रभु जी
ले जाएगा साथ
आशा मेरी अब तो यही है
चलो तुम मेरे साथ (2)

4.हरदम होंगे साथ यीशु के
खुशी और शान्ति आराम
आएगा वह लेने तुमको,
रहना तुम तैयार (2)


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

#buttons=(Ok, Go it!) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Ok, Go it!