SONG LYRICS IN ENGLISH :
Verse 1:
Saare jahan ka baadshah
Hai mujhmein aakar bas gaya
Shan aur shauqat se tu bhara
Khud jaisa mujhko hai kiya
Hai mujhmein aakar bas gaya
Shan aur shauqat se tu bhara
Khud jaisa mujhko hai kiya
Chorus:
Hai Haazir Hai Haazir
Meri kahaani mein tu hai Haazir
Meri kahaani mein tu hai Haazir
Verse 2:
Duniya sunaye jab saja
Tune li meri jagah
jab mujhme kuch bhi na bacha
jannat ka bawarish ha kiya
Tune li meri jagah
jab mujhme kuch bhi na bacha
jannat ka bawarish ha kiya
Chorus:
Hai Haazir Hai Haazir
Meri kahaani mein tu hai Haazir
Meri kahaani mein tu hai Haazir
Bridge:
Saare haalato me,
Saare lamhato me
Sare jazbaato me tu haazir hai
Saare lamhato me
Sare jazbaato me tu haazir hai
Chorus:
Hai Haazir Hai Haazir
Meri kahaani mein tu hai Haazir
Meri kahaani mein tu hai Haazir
SONG LYRICS IN HINDI :
Verse 1:
सारे जहां का बादशाह
है मुझमें आकर बस गया
शान और शौकत से तू भरा
खुद जैसा मुझको है किया
है हाज़िर, है हाज़िर...
Chorus:
है हाज़िर, है हाज़िर,
मेरी कहानी में तू है हाज़िर -2
Verse 2:
दुनियां सुनाती जब सज़ा
तूने ली मेरी जगह
जब मुझमें कुछ भी ना बचा
जन्नत का वारिस है किया
Chorus:
है हाज़िर, है हाज़िर,
मेरी कहानी में तू है हाज़िर -2
Bridge:
सारे हालातों में, सारे लम्हातों में,
सारे जज़्बातों में, तू हाज़िर है -4
Chorus:
है हाज़िर, है हाज़िर,
मेरी कहानी में तू है हाज़िर -2
